Monday, January 23, 2012

ਇਕ ਸੋਹਣੀ ਜਿਹੀ ਤਸਵੀਰ...!

ਮਾਂ ਨੀ ਮਾਂ ਮੈਨੂੰ ਚੜਿਆ ਏ ਚਾਹ,
ਇਕ ਸੋਹਣੀ ਜਿਹੀ ਤਸਵੀਰ ਕਿਸੇ ਦੀ ਬਣਾਉਣ ਦਾ,
ਦੂਜਾ ਨੱਖਰਾ ਵੀ ਓਹਦਾ ਤਸਵੀਰ ਵਿਚ ਲਾਹੁਣ ਦਾ। 

ਇਕ ਜਿਹਦੀ ਮੋਟੀ-ਮੋਟੀ ਅੱਖ ਮੈਨੂੰ ਲਭ੍ਹਦੀ ਫਿਰੇ,
ਦੂਜਾ ਸਹੇਲੀ ਨਾਲ ਗੱਲਾਂ-ਗੱਲਾਂ ਵਿਚ ਮੈਨੂੰ ਚੇਤੇ ਕਰੇ। 

ਇਕ ਹੱਥ ਵਿਚ ਮੇਰੇ ਪਿਆਰ ਦੀ ਨਿਸ਼ਾਨੀ ਚੁਮਦੀ ਹੋਵੇ,
ਦੂਜੀ ਬਾਂਹ ਤੇ ਲਿਖ "ਸੋਹਣਾ ਦਿਲਦਾਰ" ਓਹ ਨੱਚਦੀ ਹੋਵੇ। 

ਇਕ ਮੇਰੇ ਜ਼ਿਕਰ ਤੇ ਮਸਤੀ ਓਹਨੂੰ ਚੜ੍ਹਦੀ ਰਵੇ,
ਦੂਜਾ ਸਹੇਲਿਆ ਨੂੰ "ਰਮਨ" ਸਮਝ ਕੇ ਗੱਲ ਲਗਦੀ ਫਿਰੇ।

ਮਾਂ ਨੀ ਮਾਂ ਮੈਨੂੰ ਚੜਿਆ ਏ ਚਾਹ,
ਇਕ ਸੋਹਣੀ ਜਿਹੀ ਤਸਵੀਰ ਕਿਸੇ ਦੀ ਬਣਾਉਣ ਦਾ,
ਦੂਜਾ ਨੱਖਰਾ ਵੀ ਓਹਦਾ ਤਸਵੀਰ ਵਿਚ ਲਾਹੁਣ ਦਾ। 

Sunday, January 22, 2012

इश्क भी खुदा की तरह बेजुबान होता है !!!!

कभी-कभी बिन मौसम बरसात आ जाये तो,
 रिमझिम का अलग अंदाज़ होता है,
कुछ हलके से बदलाव का आगाज होता है !
 रोज रोज वर्षा आये तो चारो और बदहाल होता है !

बात-बात पर हसी आ जाये जरूरी तो नही होता,
 परन्तु हसी हसी में बात निकल जाये तो हर्जाना सरे आम होता है !
ए यार लबों को खोलने की जरुरत नही होती,
 क्योंकि रमन इश्क भी खुदा की तरह बेजुबान होता है !!!!

Saturday, January 21, 2012

laave te tod nibhavi...

Darda da nhi hunda nabeda oye loko, dard hi jihdi hove kahani,
Sare hi rang bhare par saare hi phikke, hove maksad jihda ruhani.
Mud jaande kayi raah wichale, ehde wich kyon hove hairaani,
Raman laave te tod nibhavi, bhanve muk je jind marjaani.

Friday, January 20, 2012

zindgi to wo dua hai..!!!


kisi ki palke jhukana jaise keh rha ho ke main tere sath hun,
kisi ka chupke se muskana jaise keh rha ho ke main tera diwana hun.
kabhi jo achha lagta hai, wahi bura sa lagne lagg jaata hai,
aagle hi pal mein phir galti ka ehsaas sa bhi kyon hone lagg jaata hai.
zindgi ki mehak mausam ki tarah nhi hoti, ke patjhad ke baad sawan hi bharse,
raman zindgi to wo dua hai, kabul ho jaye to ebadatt, nahi to sajja ban jaati hai...!!!

Sunday, January 15, 2012

kuch yadein ..... pichhle dino ki

rang bhi rang nhi the uske jaane ke baad, 
holi bhi aayi thi, diwali bhi aayi thi.


zinda ho ke bhi zinda nhi hu usko khone ke baad,
us se pehle bhi kayi the, uske baad bhi kayi aayenge....!!!
------------------------------------------------------------------------------------------
wo kehti hai tu zinda to hai yahi kafi hai,
dhadkan band hai to kya hua sanse to baaki hai.


maine kaha...


mana ke sanse meri abhi baaki hai, 
wajud to hasne rone ka hua karta hai.
jaan to tumne le li raman ki,
bas es miti ke dair ka girna baaki hai...... :(


------------------------------------------------------------------------------------------
wo eljaam pe eljaam ham par lagate rahe,
ham chup chaap sir ko jhukate rahe.


ab aalam to aisa hai,


wo berukhi se dekh kar hame jalate rahe,
ham chup chaap dekh kar unhe etraate rahe.

------------------------------------------------------------------------------------------
wo takdeer se ladne ja rha hai,
janta nhi mukkadar pe bas chalta nhi kisi ka.


wo darta hai to bas khud ke wishwas tutne se,
janta hai khud se har jata hai insaan, warna darr hota nhi kisi ka.

------------------------------------------------------------------------------------------
main to kalam hun sadak ki tarah,
eh shayar mod de jidhar tera dil chahta hai,
aisi raah ban jaungi chahat ki tarah,
jis par zamana phir hass ke daudta hai.....

------------------------------------------------------------------------------------------
tere raaj bhi tujhse khafa ho gye,
mehfil mein kuch log bewafa ho gye,


zindgi ki daud bhi etni ajeeb ho gyi,
zidd thi jise pane ki kehte wo bewafa ho gyi....

------------------------------------------------------------------------------------------
bak bak karta rehta hun,
har waqt aap jatate ho.


mamuli si baat bhi keh du tumhe to,
har baat pe shayari sunaate ho.

keh kyon nhi deti mujhse ke achha lagta hai,
nhi to pichhe mud-mud ke kyon muskurati ho.

ae hasina ham "raman" hai "raman" koi aur nhi,
aur tum ho ke ishq mein hisaab laagaati ho.


------------------------------------------------------------------------------------------
Wish karenge, 2011 tujhko miss karenge,
Jan se feb tak, tune mujhko luta tha,
March April mein, dil tuta tha,
May June mein tune, aag lagayi thi,
July Aug mein, kuch barsaat bhi aayi thi.
Sep Oct mein, phir din badle the,
Nov Dec mein, kuch rang bhi jhalke the.
Ab karli tune jaane ki jo tyaari hai,
2012 tere aane ki Dard-e-khushi bhi kitni bhari hai.
Kehte hai 2012 mein, world blast hoga,
21 december 2012 hi day world last hoga,

Mohabbt lutane naye saal, ham phir se aayenge,
Sabhko nav-antim varsh ki, shubh Kamana yun manayenge…..

I wish you a very very happy new year 2012


------------------------------------------------------------------------------------------


ਚਾਰ ਦਿਨਾ ਦੀ ਜਿੰਦਗਾਨੀ,
ਕਦੇ ਹੌਲ ਪਾਉਂਦੀ ਪਈ ਹੈ ਜਵਾਨੀ,
ਸਦਰਾਂ ਦੀ ਪੀੜ ਸਾਥੋਂ ਜ਼ਰੀ ਵੀ ਨਾ ਜਾਵੇ,
ਪਿਆਰ ਵੀ ਕਰਕੇ ਵੇਖ ਲਿਆ ਬਥੇਰਾ ਮੇਂ ਲੋਕੋ,
ਰਮਨ ਇਕ ਵਾਰ ਲੇਹ ਜਾਵੇ ਤੇ,
ਤੇ ਫੇਰ ਕਿੱਸੇ ਉੱਤੇ ਮੋਹ ਵੀ ਨਾ ਆਵੇ !!!
Friday, January 13, 2012

हैप्पी लोहड़ी जी ...... ਹੈਪੀ ਲੋਹੜੀ ਜੀ ......

सुन्दर मुंदरिये हो, तेरा कोण विचारा हो !
ठण्ड विच सारे टंगे हो, रजाई कम्बल कढ़े हो !
दादी ने पिन्नी बनाई हो, सवेरे शामी खायी हो !
पापे नू बोनस आया हो, मूंगफली गज्ज़क लिआया हो !
सारेयां दी सुख मंगी हो, किसे चीज़ दी ना तंगी हो !
सियानप ते चंगियाई हो, सब नू लोहड़ी दी वधाई हो !!!!

हैप्पी लोहड़ी जी ......
---------------------------------------------------------------------
ਸੁੰਦਰ ਮੁੰਦਰੀਏ ਹੋ, ਤੇਰਾ ਕੋਣ ਵਿਚਾਰਾ ਹੋ !
ਠੰਡ ਵਿਚ ਸਾਰੇ ਟੰਗੇ ਹੋ, ਰਜਾਈ ਕੰਬਲ ਕਢੇ ਹੋ !
ਦਾਦੀ ਨੇ ਪਿੰਨੀ ਬਣਾਈ ਹੋ, ਸਵੇਰੇ ਸ਼ਾਮੀ ਖਾਈ ਹੋ !
ਪਾਪੇ ਨੂੰ ਬੋਨਸ ਆਇਆ ਹੋ, ਮੂੰਗਫਲੀ ਗਜ੍ਜ੍ਕ ਲਿਆਇਆ ਹੋ !
ਸਾਰਿਆ ਦੀ ਸੁਖ ਮੰਗੀ ਹੋ, ਕਿਸੇ ਚੀਜ਼ ਦੀ ਨਾ ਤੰਗੀ ਹੋ !
ਸਿਆਣਪ ਤੇ ਚੰਗਿਆਈ ਹੋ, ਸਬ ਨੂੰ ਲੋਹੜੀ ਦੀ ਵਧਾਈ ਹੋ !!!!

ਹੈਪੀ ਲੋਹੜੀ ਜੀ ......